Haan iss kadar tha bekhabar
Iss kadar tha bekhabar ke khaam
kha aazma liya khaam kha aazma liya
Iss kadar tha bekhabar ke khaam
kha aazma liya khaam kha aazma liya
Sau duayein baich kar sau duayein baich kar
Maathe ka boja paa liya maathe ka boja
Maathe ka boja paa liya re
Ore bande 6 times
Iss kadar tha bekhabar ke khaam kha aazma
liya khaam kha aazma liya aazma liya
Aag ke chidkau se yun aag bujhti hai nahin
Aag ke chidkau se yun aag bujhti hai nahin
Ye iraada kyun kiya ye iraada kyun kiya
Aur kahe ko apna liya maathe ka boja
Maathe ka boja paa liya re
Ore bande 6 times
Jismand si muskaan ke aagey jhuki hain kudratyein
Jismand si muskaan ke aagey jhuki hain kudratyein
aagey jhuki hain kudratyein
Jismand si muskaan ke aagey jhuki hain kudratyein
Jismand si muskaan ke aagey jhuki hain kudratyein
Usmand si muskaan ko
Usmand si muskaan ko kyun
khoon se nihla liya maathe ka boja
Maathe ka boja paa liya re
Ore bande 4 times
Muddat hui yaar aise
Aankhein yun khoni khoni
Sab rang chitay udenge
Dam bar ko ik neend sona
Ta na na na
Aasu sametay jaa raha tha ore bande ore bande
Aur ghav botay jaa raha tha ore bande ore bande
Aasu sametay jaa raha tha ore bande ore bande
Aur ghav botay jaa raha tha ore bande ore bande
Pal safa tu dekh tune kis kadar ulja liya
Pal safa tu dekh tune kis kadar ulja liya
Aayi offer prem ki bas ek chithi padh zara
Aayi offer prem ki bas ek chithi padh zara
Mehsoos hoga ke khuda ne sar tera sehla liya
Sar tera sehla liya sar tera sehla liya sar tera sehla liya
Maathe ka boja paa liya re
Ore bande 6 times
Jaanta hai na kabhi kehla raha insaan hai
Kahe ko ulja hai ke tu jaanta anjaam hai
Jaanta hai na kabhi kehla raha insaan hai
Kahe ko ulja hai ke tu jaanta anjaam hai ore bande